Woh Shabe Meraaj Raaj Woh Safe Mehshar Ka Taaj - Noori
Transcription
Woh Shabe Meraaj Raaj Woh Safe Mehshar Ka Taaj - Noori
Woh Shabe Meraaj Raaj Woh Safe Mehshar Ka Taaj Koi Bhi Aisaa Huwa Tumpe Karooron Darood Woh Sarware Kishware Risalat Jo Arsh Par Jalwah Gar Hoye Thay Naay Nirale Tarab Ke Saman Arab Ke Mehman Ke Liye Thay Bahare Shadiyan Mubarak Chaman Ko Abadiyan Mubarak Falak Falak Apni Apni Lay Mein Yay Ghur Anadil Ka Boltay Thay Wahan Falak par yahan Zameen Mein Rachi thi Shadi Machi Thi Dhoomein Udhar Se Anwar Hanstay Atay Idhar Se Nafhat Uth Rahe Thay Ye jod padhti thi Unke (Sallallaho alay he wasallam) Rukh ki ke Arsh tak chandni thi chanki Woh raat kya jag maga rahi thi jaga jaga nasb Ainay thay Naee Dulhan Ki Phaban mein Kaaba Nikhar Kay Sanwra Sanwar Kay Nikhra Hajar Ke Sadqay Kamar Ke Ek Til Mein Rang Lakhon Banao Kay Thay Nazar Main Dulha kay Pyare jalway haya say mehrab sar jhukaaye Siyah Parday ke moon pe anchal tajalliye zaat e bahat ke thay Khushi ke badal umad ke aaye diloun ke taoo sirang laaye Woh naghmae naat ka sama tha haram ko khud wajd arahay thay Yeh jhooma mizab e zar ka jhoomar ke araha kaan par dhalak kar Phuwar barsi to moti jhadkar hateem ki gode main bharay thay Dulhan ki khushboo se mast kapday naseem e gustakh anchaloun say Ghilafe mushkeen jo udh raha tha ghazaal naafay basa rahe thay Pahadiyoun ka woh husn e tazeen woh unchi choti woh naaz tamkeen Sabaaz sabzay pay lehrein aaein dupattay dhani chunay huay thay Naha ke nehro may woh chamakta libas aabay rawan ka pehna Ke mouj e jhadiyan ki dhaar lachka hababe taban ke thal takay thay Purana purdagh malgaja tha uthadiya farsh chandni ka Hujoom e taaray nigah se koso qadam qadam farsh baadlay thay Ghubbar Ban Kar Nisar Jaein Kahan Ab Us Rah Guzar Ko Paein Hamare Dil Hooryoun Ki Ankhein Farishtoun Ke Par Jahan Biche Thay Khuda Hi Day Sabar Jan Pur Gham, Dikhaoon Kyun Kar Tujhe Woh Alam Jab Unko (Sallallaho alay he wasallam) Jhurmut Mein Lay Ke Qudsi Jinan Ka Dulha Bana Rahe Thay NNede .I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland Noori Pagina 2 Utar Kar Unke (Sallallaho alay he wasallam) Ruq Ka Sadqa yay Noor Ka Bat Raha Tha Bada Ke Chand Sooraj Machal Machal Kar Jabeen Ki Khairat Mangtay Thay Wohi To Ab Tak Jhalak Raha Hai Wohi to Joban Tapak Raha Hai Nahane Main Jo gira tha Pani Katoray Taron nay bhar Liye thay Bacha Jo talwoun ka Unke (Sallallaho alay he wasallam) Dhowan Bana Woh Jannat ka rang o roughan Jinhoun ne Dulha ki pai Utran woh phool Gulzar Noor Ke Thay Qabr yeh teh weel e mehr ki thi ke rut suhani ghadi phiray gi Wahan ki poshak zaib e tan ki yahan ka joda badha chukay thay Tajalli e Haq Ka Sehra Sar Par Salat o tasleem ki nichawar Do roya qudsi paray jama kar khaday salami kay wastay thay Jo Hum bhi wahan hote qak e gulshan lipat ke qadmoun say laitay utran Magar karain kya naseeb main to yai namuradi ke din likhay thay Abhi na aaye thay pusht zeen tak ke sar hui maghfirat ki shallat Sada shafaat ne di Mubarak gunah mastana jhoom tay thay Ajab na tha raqsh ka chamakna ghazaal dam khurdah sa bhadakna Shuaayn bukkay uda rahee theen tadaptay ankhon pe saayqay thay Hujoom ummed hai ghata o muradain day kar inhain hatao Adab ki bagain liye badhao malaika main yai ghalghalay thay Uthi jo gard rahay munawwar woh noor barsa ke rastay bhar Ghiray thay badal bharay thay jal thal umad kay jungal ubal chalay thay Sitam kiya kaisi mat kati thi qamar woh qak un kay rah guzar ki Uthana laya ke maltay maltay yai dagh sab dekhna mitay thay Buraq ke naqsh sum ke sadqay woh gul khilaye ke saray rastay Mehak tay bul bul lehak tay gulshan haray bharay leh leha rahay thay Namaz e Aqsa mein tha yahi sir ayan houn mani e awwal aaqir Kay dast basta hain peechay hazir jo saltanat agay kar gaay thay Yeh Unki (Sallallaho alay he wasallam) aamad ka dab daba tha nikhar har shay ka ho raha tha Nujoom o Aflaak jaam o meena ujaltay thay khangal tay thay NNede .I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland Noori Pagina 3 Naqab ultay woh mehr anwar jalal ruqsar garmiyoun par Falak ko haibat se tap chadi thi tapaktay anjum ke aablay thay Yeh joshishe noor ka asar tha ke aabay gohar kamar kamar tha Safaay rah se phisal phisal kar sitaray qadmoun pe loat te thay Badha yai lehra kay behre wahdat kay dhul gaya nam-e-raig kasrat Falak kay tiloun ki kya haqeeqat yai Arsh o Kursi do bulbulay thay Woh zille rehmat wo rukh ke jalway ke taray chuptay na khulnay patay Sunehri zarbaft oodi atlas ye than sab dhoop chaoon ke thay Chala wo sarwe chamaan khuraamaan na ruk sala sidrah se bhi daamaan Palak jhapakti rahi woh kab kay sab een o aan say guzar chukay thay Jhalak si Ek qudsiyoun par Aai hawa bhi daman ki phir na paee Sawari Dulha ki door pohnchi barat main hosh hi gaye thay Thakay thay Rooh-ul-Ameen Kay Bazoo Chuta woh daman kahan woh pehloo Rikab chooti ummed tooti nigah e hasrat ke wal walay thay Rawish ki garmi ko jis nay socha damagh say ek babuka phoota Khirad ke jangal main phool chamka dahar dahar paidh jal rahe thay Jilo mein jo murgh e aqal uday thay ajab buray haloun girtay padhtay Woh sidrah hi par rahe thay thak kar chada tha dam taiwar aagaye thay Quwi thay murghan e weham ke par uday to udnay ko aur dham bhar Uthay seenay ki aisi thokar ke khoon e andesha thooktay thay Suna ye itnay main Arsh e Haq Nay Kaha Mubarak houn taj walay Wohi qadam khair say phir Aay jo pehlay taj e sharf Teray thay Yeh sun ke bay khud pukar utha nisar jaoon Kahan Hain Aqa (Sallallaho alay he wasallam) Phir Unke (Sallallaho alay he wasallam) qadmoun ka paoon bosa yeh meri ankhon ke din phiray thay Jhuka Tha mujray ko Arsh e Ala giray thay Sajday main bazm e Bala Yeh ankhain Qadmoun se mal raha tha woh gird e qurban ho rahay thay Ziyaein kuch Arsh par yeh Aain ke sary khandilain jhil milaeen Huzoor khursheed kya chamaktay chiragh moon apna dekhtay thay NNede .I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland Noori Pagina 4 Yahi saman tha ke Paik e Rehmat qabar yeh laya ke Chaliye Hazrat ( sallallahu alai hi wa sallam) Tumhari (Sallallaho alay he wasallam) Khatir Kushadah hain jo Kaleem par band rastay thay Badh Aye Muhammad (Sallallaho alay he wasallam) qareeb ho Ahmed (Sallallaho alay he wasallam) Qareeb Aa Sarwar e Mumajjad (Sallallaho alay he wasallam) Nisar Jaoon yeh kya sada thi yeh kya saman tha yeh kya mazay thay Tabarak Allah Shan Teri Tujhi ko zaiba hai bey niyazi Kahin to woh josh e Lan Tarani kahin taqazay wisal kay thay Khirad say keh do ke sar jhukalay guma se guzray guzarnay walay Paday hain yan khud jihat ko lalay kisay bataay kidhar gaay thay Suragh een o mutaa kahan tha nishan kaif o ila kahan tha Na koi rahi na koi sathi, na sang e manzil na marhalay thay Udhar say peham taqazay aana, idhar tha mushkil qadam badhana Jalal o haibat ka samna tha, Jamal o Rehmat ubhaarte thay Badhay to laikin jhi jhaktay dartay haya se jhuktay adab se ruktay Jo khurb Unhi ki rawish pe rakhtay to lakhon manzil kay faslay thay Par un ka badhna to nam ko tha haqeeqatan fayll tha Udhar Ka Tanazzuloun main taraqi Afza dana tadalla kay silsilay thay Huwa yeh aqir ke ek bajra tamawwuje behr hu mein ubhra Dana ki godi main Unko (Sallallaho alay he wasallam) laykar fana ke langar uthadiye thay Kise mile ghat ka kinara kidhar se guzra kahan utara Bhara jo misl e nazar tarara woh apni ankhon se khud chupay thay Uthay jo khasr e dana ke parday koi khabar day to kya khabar day Wahan to jahi nahin doi ki na keh ke woh bhi na thay aray thay Woh bagh kuch aisa rang laya ke ghuncha o gul ka farq uthaya Girah mein kaliyoun ki bagh phoolay guloun ke tukmay lagay howay thay Muheet o markaz mein farq mushkil rahay na fasil khutoot e wasil Kamaanain Hairat mein sar jhukaay Ajeeb Chakkar mein dairay thay Hijab uthnay mein lakhon parday har ek parde mein lakhon jalway Ajab ghadi thi ke wasl o furqat janam ke bichday galay milay thay NNede .I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland Noori Pagina 5 Zabanain sukhi dikha kay mojain tadap rahi theen ke pani paein Bhanwar ko ye zauf tishnagi tha ke halqay aankhon main padgaay thay Kaman e Imkan kay jhootay nukhto tum Awwal Aakhir kay phair main ho Muheet ki chaal say to pucho kidhar se Aaye kidhar gayay thay Udhar say theen nazr e sha namazain idhar say inam e Khusrawi main Salam o Rehmat kay har gundh kar Guloo ay Pur Noor main padhay thay Zaban ko Intizar e Guftan to Gosh to hasrate Shuny dan Yahan jo kehna tha keh lya tha jo bat sun ni thi sun chukay thay Woh Burj e batha ka mah para behisht ki sair ko sidhara Chamak pe tha khuld ka sitara ke is khamar ke Qadam gaye thay Suroor Maqdam Ki Roshni thi ke tabishoun say mahay Arab Ki Jinan ke Gulshan thay jhad farshi jo phool thay sab kanwal banay thay Tarab ki nazish ke han lachakiay adab woh bandish kay hil na sakiye Yay joshe ziddayn tha ke poday kasha kashay arrah kay talay thay Khuda ki khudrat ke chand haq kay karodoun manzil main jalwah kar kay Abhi Na taroun ki chaoon badly kay noor kay tadkay Aa liye Thay Nabi e Rehmat ( sallallahu alai hi wa sallam) Shafi e Ummat Raza pay Allah ho Inayat Usay bhi in khal atoun say hissa jo khas Rehmat kay wan batay Thay Sanaay Sarkar ( sallallahu alai hi wa sallam) hai wazeefa qubool e Sarkar ( sallallahu alai hi wa sallam) hai Tamanna Na Shairi ki hawas na parwa rawi thi kya kaisay qafiyay thay NNede .I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland Noori Pagina 6 Ya Jameelo Ya Allaho Ya Qareebo Ya Allaho Ya Ajeebo Ya Allaho Ya Mujeebo Ya Allaho Ya Raoofo Ya Allaho Ya Maroofo Ya Allaho Ya Mannano Ya Allaho Ya Dayyano Ya Allaho Ya Burhano Ya Allaho Ya Sultano Ya Allaho Ya Musta-aano Ya Allaho Ya Muhsino Ya Allaho Ya Muta-aali Ya Allaho Ya Rahmano Ya Allaho Ya Raheemo Ya Allaho Ya Haleemo Ya Allaho Ya Aleemo Ya Allaho Ya Kareemo Ya Allaho Ya Jaleelo Ya Allaho Ya Majeedo Ya Allaho Ya Hakeemo Ya Allaho Ya Muqtadiro Ya Allaho Ya Ghafooro Ya Allaho Ya Ghaffaro Ya Allaho Ya Mubdiyo Ya Allaho Ya Rafeyo Ya Allaho Ya Shakooro Ya Allaho Ya Khabeero Ya Allaho Ya Baseero Ya Allaho Ya Sameeo Ya Allaho Ya Awwalo Ya Allaho Ya Aakhero Ya Allaho Ya Zahiro Ya Allaho Ya Batino Ya Allaho Ya Quddooso Ya Allaho Ya Salamo Ya Allaho Ya Muhaimeno Ya Allaho Ya Azeezo Ya Allaho Ya Mutakabbiro Ya Allaho Ya Khaliqo Ya Allaho Ya Waleeyo Ya Allaho Ya Musawwiro Ya Allaho Ya Jabbaro Ya Allaho Ya Hayyo Ya Allaho Ya Qayyumo Ya Allaho Ya Qabizo Ya Allaho Ya Basito Ya Allaho Ya Muzillao Ya Allaho Ya Qaweeyo Ya Allaho Ya Shaheedo Ya Allaho Ya Moti Ya Allaho Ya Maneo Ya Allaho Ya Khafizo Ya Allaho Ya Rafio Ya Allaho Ya Wakeelo Ya Allaho Ya Kafeelo Ya Allaho Ya Zaljalale Wal Ikrame Ya Allaho Ya Rashedoo Ya Allaho Ya Sabooro Ya Allaho Ya Fattaho Ya Allaho La Ilaha Illa Anta Subhanaka Inni Kunto Minaz Zalemin, Wa Sallallaho Ta-aala Ala Khare Khalqehi Muhammadenw-wa Aalehi wa Asha-behi ajmaeen Berahmateka Ya Arhamar Rahemeen. NNede .I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland Noori Pagina 7 NNede .I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland Noori Pagina 8 Dua's Allahum-maghfirli dhanbi kullahu,diqqahu,wajillahu, wa awwa-lahu, wa aakhirahu wa 'ala-niyyatu wa sirrahu Allahumma inni a'udhu bika bi ridaaka min sakhatika, wa bi mu'a-faatika min oqu-batika, wa a'udhu bika minka, la uhise thanaa'an 'alaiyka anta kama ath-naiyta 'ala nafsika Allahumm-maghfirli, war hamni, wahdiniwajburni, wa 'aafini, warzuqni, wara'ni Allahumma a'inni ala dhikrika, wa shukrika wa h usni iibaad-at'ika Allahumma inni a'udhu bika minal-bukhli, wa a'udhu bika minal jubni, wa a'udhu bika min an urada ilaa ar dhalil-'umri, wa a'udhu bika min fitnah-tid-dunya wa 'adhaabil-qabri Allahumma inni as'alukal-Jannah, wa a'udhu bika min an-naar. Allahhumma inni as'aluka Ya Allahu bi annakal-Wahidul Ahadu Samadul ladhi, lam ya-lid wa lam-youlad, wa lam yakullahu kufwan Ahad, an taghfira-li dhunuubi innaka Antal-Ghafoorur-Raheem. Allahumma 'aafini fi badani, Allahumma 'aafini fi sam'i, Allahumma 'aafini bi basri Allahumma anta Rabbi la ilaha illa Ant. Khalaqtaani wa ana 'abduka wa ana 'ala ahdika wa wa'dika mastata'at. Audh bika min sharri ma sana't. Abu'u laka bi ni'matika 'alayya wa'bu'u bidhanbi faghfirli fa innahu la yaghfirudh-dhunuba illa ant. Allahumma ajirni min an-naar Allahumma inna nas'aluka ridhaka wal-Jannahata Allahumma ahdinil-Ahsanil-ahlaqi, fa'innahu la yahdil-ahsaniha, illa anta, wasrif 'ani sayi'aha la yasrifu 'anni sayi'aaha illa anta Allahumma inni as'aluka fi'lalkhairati, wa tarkal-munkarati, wa hubbal-massakeeni, wa idha ardta bi'ibaadika fitnahan faaqbidni illaiyka ghaira maftunin, bi Rahmatika, Ya ar-Hammar-Rahimeen. NNede .I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland Noori Pagina 9 La Ilaha Illal Laho Subhan Al Malik ul Qudoos La Ilaha Illal Laho Subhan Al Aziz ul Jabbar La Ilaha Illal Laho Subhan Al Rauf ur Raheem La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ghafoor ir Raheem La Ilaha Illal Laho Subhan Al Kareem il Hakeem La Ilaha Illal Laho Subhan Al Qawi il Wafi La Ilaha Illal Laho Subhan Al Lateef il Khabeer La Ilaha Illal Laho Subhan Al Samad il Ma'bood La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ghafoor il Wadood La Ilaha Illal Laho Subhan Al Wakeel il Kafeel La Ilaha Illal Laho Subhan Al Raqeeb il Hafeez La Ilaha Illal Laho Subhan Al Daem il Qaem La Ilaha Illal Laho Subhan Al Muhi ul Mumeet La Ilaha Illal Laho Subhan Al Hayyul Qayyum La Ilaha Illal Laho Subhan Al Khaliq il Baari La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ali il Azeem La Ilaha Illal Laho Subhan Al Wahid il Ahad La Ilaha Illal Laho Subhan Al Momin il Muhaimin La Ilaha Illal Laho Subhan Al Haseeb is Shaheed La Ilaha Illal Laho Subhan Al Haleem il Kareem La Ilaha Illal Laho Subhan Al Awal il Qadeem La Ilaha Illal Laho Subhan Al Awal il Akhir La Ilaha Illal Laho Subhan Al Zahir il Baatin La Ilaha Illal Laho Subhan Al Kabeer il Muta'al La Ilaha Illal Laho Subhan Al Qazi il Hajaat La Ilaha Illal Laho Subhan Al Rehman ir Raheem La Ilaha Illal Laho Subhana Rabbil Arshil Azeem La Ilaha Illal Laho Subhana Rabbi al Aala La Ilaha Illal Laho Subhan Al Burhan il Sultan La Ilaha Illal Laho Subhan As Sami il Baseer La Ilaha Illal Laho Subhan Al Wahid il Qahaar La Ilaha Illal Laho Subhan Al Aleem il Hakeem La Ilaha Illal Laho Subhan As Sattar il Ghafaar La Ilaha Illal Laho Subhan Ar Rehman id Dayyan La Ilaha Illal Laho Subhan Al Kabeer il Akbar La Ilaha Illal Laho Subhan Al Aleem il Allam La Ilaha Illal Laho Subhan As Safi il Kaafi La Ilaha Illal Laho Subhan Azeem il Baqi La Ilaha Illal Laho Subhan As Samad il Ahad La Ilaha Illal Laho Subhana Rabil Arde Was Samaaey La Ilaha Illal Laho Subhan Al Khaliq il Makhlook La Ilaha Illal Laho Subhana Man Khalaq al Laile Wan Nahaar La Ilaha Illal Laho Subhan Al Khaliq ir Razzaq La Ilahha Illal Laho Subhan Al Fattah il Aleem La Ilaha Illal Laho Subhan Al Azeez il Ghani La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ghafoor is Shakoor La Ilaha Illal Laho Subhan Al Azeem il Aleem La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Mulke wal Malakoot La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Izzate wal Azmate La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Haibate Wal Qudrate La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Kibriya é wal Jabaroot NNede .I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland Noori Pagina 10 La Ilaha Illal Laho Subhan As Sattar il Azeem La Ilaha Illal Laho Subhan Al Alim il Ghaib La Ilaha Illal Laho Subhan Al Hameed é wal Majeed La Ilaha Illal Laho Subhan Al Hakeem il Qadeem La Ilaha Illal Laho Subhan Al Qadir il Sattar La Ilaha Illal Laho Subhan As Sami il Aleem La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ghani il Azeem La Ilaha Illal Laho Subhan Al Alam is Salam La Ilaha Illal Laho Subhan Al Malik in Naseer La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ghani ir Rahman La Ilaha Illal Laho Subhan Al Qareeb il Hasanaat La Ilaha Illal Laho Subhan As Saboor is Sattar La Ilaha Illal Laho Subhan Al Khaliq in Noor La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ghani il Mojiz La Ilaha Illal Laho Subhan Al Fadil is Shakoor La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ghani il Qadeem La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Jalal il Mubeen La Ilaha Illal Laho Subhan Al Khalis il Mukhlis La Ilaha Illal Laho Subhan As Sadiq il Waed La Ilaha Illal Laho Subhan Al Haq il Mubeen La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Quwatil Mateen La Ilaha Illal Laho Subhan Al Qawi il Aziz La Ilaha Illal Laho Subhan Al Allam il Ghoyoob La Ilaha Illal Laho Subhan Al Hayyil la Yamoot La Ilaha Illal Laho Subhan As Sattar il Ayoob La Ilaha Illal Laho Subhan Al Musta'an il Ghafoor La Ilaha Illal Laho Subhana Rabbil Alameen La Ilaha Illal Laho Subhan Ar Rehman is Sattar La Ilaha Illal Laho Subhan Ar Raheem il Ghafaar La Ilaha Illal Laho Subhan Al Azeez il Wahab La Ilaha Illal Laho Subhan Al Qadir il Muktadir La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Ghufran il Haleem La Ilaha Illal Laho Subhan Al Malik il Mulk La Ilaha Illal Laho Subhan Al Bari il Musawwir La Ilaha Illal Laho Subhan Al Aziz il Jabbar La Ilaha Illal Laho Subhan Al Jabbar il Mutakabbir La Ilaha Illal Laho Subhan Allahi Amma Yasi Fun La Ilaha Illal Laho Subhan Al Qudoos is Subooh La Ilaha Illal Laho Subhana Rabbil Malaekati war Rooh La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Ala é wan Na'ama é La Ilaha Illal Laho Subhan Al Malik il Maqsood La Ilaha Illal Laho Subhan Al Hannan il Mannan La Ilaha Illal Laho Adam Safi Ullah La Ilaha Illal Laho Nooh é Naji Ullah La Ilaha Illal Laho Ibrahim Khalil Ullah La Ilaha Illal Laho Ismael Zabi Ullah La Ilaha Illal Laho Musa Kaleem Ullah La Ilaha Illal Laho Dawood Khalifa Tullah La Ilaha Illal Laho Isa Rooh Allah La Ilaha Illal Laho Muhammad Ur Rasool Allah Wa Sallal Laho Ala Khairi Khalkihi Wa Noori Arshi Hi Afdalil Ambiya Hi Wal Mursaleena Habeebina Wa Sayyidina Wa Sanadina Wa Shafi Ina Wa Maulana Muhammadin Wa Ala Aalihi Wa Ashaabihi Al Muntajabeena Bi Rehmatika Ya Ar Hamar Raheemin NNede .I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland Noori Pagina 11 Kanzil A'zam Allahummaj'al afdhala salawaatika abadan Wa anmaa barakaatika sarmadan Wa azkaa tahiyyaatika fadhlan wa 'adadan 'Alaa Ashrafi'l haqaaiqi'l insaaniyyah wa'l jaanniyah Wa majma'id daqaaiqi'l Imaaniyyah Wa Turi't Tajalliyyaati'l Ihsaaniyyah Wa mahbati'l Asraari'r Rahmaaniyyah Wa 'Arusi'l mamlakati'r Rabbaaniyyah Waasitati 'Iqdi'n Nabiyyeena Wa muqaddami jayshi'l Mursaleena Wa Qaaidi rakbi'l Awliyaa-i wa's Siddeeqeena Wa afdhali'l khalaaiqi ajma'eena Haamili liwaai'l 'Izzi'l A'laa Wa maaliki azimmati'l majdi'l asnaa Shaahidi asraari'l azali Wa mushaahidi anwaari's sawaabiqi'l awwali Wa tarjumaani lisaani'l qidami Wa manba'il 'ilmi wa'l hilmi wa'l hikami Wa madh-hari sirri'l wujudi'l juz'iyyi wa'l kulliyyi Wa insaani 'ayni'l wujudi'l 'ulwiyyi wa's sufliyyi Ruhi jasadi'l kawnayni Wa 'ayni hayaati'd-daaraini Al mutahaqqiqi bi a'laa rutabi'l 'ubudiyyati Wa'l mutakhalliqi bi akhlaaqi'l maqaamaati'l istifaaiyyati Al Khalil-i'l A'zam Wa'l Habib-i'l Akram Sayyidina wa Mawlana wa Habibina Muhammad ibni 'Abdillah ibni Abdi'l Muttalib Sallallahu 'alaihi wa 'alaa aalihi wa as'haabihi 'Adada ma'lumaatika Wa midaada kalimaatika Kullamaa zakaraka wa zakarahu'z zaakirun Wa ghafala 'an zikrika wa zikrihi'l ghaafilun Wa Sallim tasleeman daaiman kathiraa NNede .I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland Noori Pagina 12